Tuesday, 16 January 2018

16 January 2017

Itni bhi himmat nahi h aaj ki post karun sakun yeh whatsapp pe sab likh ke hata diya bas ek screenshot leliya ki blog pe daal dun kyunki yaha kisi ko pata nahi chalega kitna dukhi hun sad hun tadap raha hun 😖😖😖 bas post bhi isliye kyunki main kisi se baat karna chahta hun bahut zyada main nahi reh paara akele nahi ho paara mere se yeh sab. Bachpana sa lagta h par tumse pyaar karna angaron pe chalne se kam bhi nahi tha badi muskilon se sab kiya tumhein khush kiya hasaya sulaya phn pe baat karte karte tumhein sambhala tumhara har ek important decision ka ek hissa aur tumhein apne ka hissa banaya tumhare siva koi nahi h zindagi main yrrrr koi nahi. Iss time main tumse milne ke liye kuch bhi kar sakta hun ek baar gale lagana chahta hun 😖😖 merko woh pyaar wapas chahiye jo jab main aaya tha tumhari aakhon main tha tumhein hasta hua dekhna chahta hun tumhari khushi ki wajah banna chahta hun manisha 😞 i love you kaash tumse yeh sab bol paata babu i love u 😖 tun mera sab kuch ho😖



No comments:

Post a Comment

16 January 2017 Itni bhi himmat nahi h aaj ki post karun sakun yeh whatsapp pe sab likh ke hata diya bas ek screenshot leliya ki blog pe ...